
Har halki si awaaz mein
Har baadal ke gharajhne mein
Har baarish ki bound mein
Har hawa ke jhonke mein
Har toofaan ki aandhi mein har sawan ke lamhoun mein
Chaand ki shawaaein jo zameen ko chohe aur
Andhere ko ujala dein har saver ki shabnam aur raat ki chambeli bhari hava ki adhoori meethi mehak mein
Kuch jaana hai humne
Kaash kehsakta mein magar in maamooli cheezoun mein jaan de diya hai ab maine
Kuch na raha mera bus aik
Sailaab houn mein